Archive for: October 2007

October 30, 2007

Sa Re Ga Ma Pa

Filed under: Hindi Love Shayari - 30 Oct 2007

shan.jpg Sa Re Ga Ma Pa
Woh nadiyan nahi aansu they mere,
Jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri,
Isliye hum aansu bahate rahe.

Ek ada aapki dil churane ki,
ek ada aapki dil main bas jaane ki,
Ek chehra …

October 28, 2007

Yaadon Me

Filed under: Hindi Shayari - 28 Oct 2007

bolly.jpgHichkiyon se ek baat ka ehsaas hai ki
shayad koi hame yaad to karta hai
beshak milne na aaya par
chand sms hum pe barbaad to karta hai

yaadon me aap bhi kabhi khoye honge
khuli aakhon se aap bhi kabhi sooye …

October 27, 2007

Purani jeans

jeans.JPGPurani jeans aur guitar …… Mohalle ki vo chhat …. Aur mere yaar
 Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
 Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko
 Ghadi ghadi saaf …

October 26, 2007

TAJ MAHAL

Filed under: Indian Shayari - 26 Oct 2007

taj-mahal.jpg

TAJ MAHAL

pyar kisi ne kiya kisi se
koi baddi ye baat nahi
pyar kare koi khaas kisi se
taj mahal ban jaata hai

kitne mahal hain bane kahin pe
ye meri dharti pe hai
saare ajoobon me …

My Dard Bhari Shayari

Filed under: Dard Bhari Shayari - 26 Oct 2007

old-yaad.jpgPyar na aata tha tune sikha diya,
Tadpe na the itna tune tadpa diya,
udas rehne lage hain ab,
Roi nathe the kabhi tune roola diya..

Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to …

Next Page »