Posted in Funny Quote on Jul 29th, 2008 No Comments »
Funny Shayri
Khubsurat kya keh diya unko,
Hum ko chod kar wo sheeshe ke ho gaye.
Tarasha nahi tha to “PATHAR” the,
Tarash diya to “KHUDA” ho gaye.
Gulshan ka har khwaab bahaaron mein qaid hai
lagta hai dariya bhi kinaro mein qaid hai
ab uski yaadon se nikla nahi jata
koi hai jo dil ki diwaro me kaid hai
Ab mei darti nahi
Meine usse pukara,
ki mujhe daar lag raha hai.
meri aankh mei dhundh ho rahi hai,
kuchh saaf nahi dikh raha.
Wo aya, pukarne pe mere,
Usne suna, sunane pe mere,
punchha , derti ho andhere se kya,
Aur mere haan kehte hi usne andhera ker diya,
Jo roshni thi usko bhi band ker diya.
Ab mei roti nahi siskti hui,
Darti […]
khushbu to kuch hi pal ki mehmaan hai..
thoda sukoon diya aur udne ki firak me rahti hai….
pyaar ko ham apne wo hawa banana chahate the
jo teri yaad bankar harpal hamse lipate rahti hai
har khushi hai tab tak
har khusi hai tab tak…
jab tak wo pass hai…
jindgi hai tab tak..
jab tak wo khaas hai..
beete lamhoin ki har kashish mere saath hai…
kopin jane ki ab wo naa din hai naa raat hai…
jindgi tou ab bhi saath hai..
bas har dum yahi aas hai..
kahin naa kahin usski rooh mere aas paas […]