Barishoon Ke Mosam Main
Barishoon Ke Mosam Main,
Usy yaad karne ki aadat purani hai,
Ab ki baar socha hai Aadatain Badal dalein,
Fir Khayal Aya Ke Aadatoo ke Badalne se Barishein nahi rukti.
Koi diwana kahta hai,
koi paagal samjhta hai,
Magar dharti ki bechaini
ko bas baadal samajhta hai.
Tu mujhse door kaisi ho
main tujhse door kaise hoon,
Tu mujhse door kaisi ho
main tujhse door kaise hoon,
Ye tera dil samjhta hai
ya mera dil samjhta hai…
Kabhi itti si nahi milti paimane me..
Jise hum chhod diya karte the jamane me..
Dar pe hamare jo the kabhi HUMPYALA..
Aaj baithe hain hum unhi ke maikhane me..
-Janab Shakeel Badayuni
I wish ki kabhi mere saath aisa na ho.
bramar jab kumudini par machal baitha ,
to haungama,
jo humne kisi se dil laga baitha ,
to hungama,
yaha sab log sunte hai kissa muhabat ka,
jo kisse ko haqeekat me badal dala,
to hungama.