Funny Shayri
Funny Shayri
Khubsurat kya keh diya unko,
Hum ko chod kar wo sheeshe ke ho gaye.
Tarasha nahi tha to “PATHAR” the,
Tarash diya to “KHUDA” ho gaye.
Gulshan ka har khwaab bahaaron mein qaid hai
lagta hai dariya bhi kinaro mein qaid hai
ab uski yaadon se nikla nahi jata
koi hai jo dil ki diwaro me kaid hai