Shayari - Hindi Shayari Love Shayari Sad Shayaris Urdu Shayri Funny Shayari

Posts RSS Comments RSS

Archive for the 'Golden Shayari' Category

Neend ne aankho se jo palko ko uthaya hai
Neend ne aankho se jo palko ko uthaya hai
koi dil - nasheen dil ko bohot yaad aaya hai
Waise to yaad uski roz hi aati hai lekin
aaj to jaise ek tufan simat aaya hai
Pyaar ki matlab badla hai uske aane se
subha haseen sham rangeen huwi lagti hai uske […]

ajj maine use bhulana chaha
ajj me use hamesha ke liye bhulane chala tha…
uski yaado ke nisha dil se mitane chala tha ……
jo shaksh kabhi meri kamjori huva karta tha ……..
ajj use bhula kar apni takat dikhane chala tha…..
ye faisla maine badi asani se kar liya…
uski har ek yaad ko sine me dafan kar liya…
log puchte […]

Usey Main Bhool Jana Chahta Hoon
Usey Main Bhool Jana Chahta Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahta Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana chahta Hoon
Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahta Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahta Hoon
Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un […]

Dost Ki Yaad

Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya
Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya.
Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala
Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya.
Jo mere dard ko seene main chupa laita tha
aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya.
Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha
aaj […]

« Prev - Next »