Archive for the 'Hindi SMS' Category

Nashe main doob gaye hain hum

nashe main doob gaye hain hum
ye nasha hume kya kya dubayega,
hum jo nasheen ho gaye hain,
ye hume kyon bataega.

if u lik my this own sreated shyari
u can also post ur fovorite or own shayari ……….
nd to encourage me u can join my community flashback of school life
or can reply me

Medical Shayari

medical shayari
when u breath u respire, wah wah!!!
when u breath u respire, wah wah!!
when u dont breath ,u expire!

Chand lamhon ki zindagani hai

Chand lamhon ki zindagani hai,
nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi,
dost to aab yaad kiya nahi karte
mera har iqraar, tere har inkaar se achha hoga.
mera har din, teri har raat se acha hoga.
yaqeeN nA aaye, to apni doli se jhaaNk lena.
meri maiyat ka janaaza, teri doli se achha hoga!!!
Pee kay raat [...]

My SMS Collection

My SMS Collection You Can Read Here  
Dil jeet le , wo hunar ham bhi rakhte hain.
Katl karde wo nazar ham bhi rakhte hain.
Wada kiya hai kisi se muskurane ka,
Warna aankhon mein samunder ham bhi rakhte hain !!!!
rinkzmehta23: Ban ke ehsaas meri dhadkan k paas rehte ho,
Tasveer ban ke meri ankhon k paas rehte ho,
Aaj [...]

Latest Shayari SMS

Latest Shayari SMS
Kitabon mein rakh kar sula gya humko,
aankh band ki aur bhula gya humko,
koi ajeeb musawwar tha jau barishon k mausam mein,
kachi deewaron pe bana gya humko.
Hijr k mausam mein barish ka brasna kaisa
ek sehra say samundar ka guzarna kaisa
ae mere dil na pareshan hon tanha ho kar
woh tere saath chala kab tha? [...]