Masoom mohobat ka,bas itna fasana hai….
Kagaz ki Haveli hai,Baarish kazamana hai….
Kya sharte mohobat hai,kya sharte zamana hai…
Awaz b Zakhmi hai,or geet b gana hai….
US PAAR UTARNE KI UMEED BAHUT KAM HAI..
Kashti b purani hai,tufa ko b aana hai….
Samje ya na samjhe vo andaz mohobat k,
1 shakhs ko aankho se 1 geet sunana hai…..
Bholi si ada […]
Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko […]
Purani jeans aur guitar …… Mohalle ki vo chhat …. Aur mere yaar
Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko
Ghadi ghadi saaf
Pahunchna college hamesha late ….Vo kehna sir ka “Get out from the class!”
Vo bahar jaake hamsha kehna …Yahan ka system …Hi hai kharaab
Vo jaake […]
Jageh Jageh par Mandir Masjeed Gurudware Bane hai….
Sabke dilo me magar Nafraton ki Talware gade hai…
Duniya me koi kisi ka nahi hai yaaro….
Yaha sabke dil Mitti ke bane hai…..
Dil mitti ke bane hote hain to kya huan,
Us mitti mein khushbu to ek hain
Sabke mazhab alaj huen to kya huan
Unme seekh to ek hain,
Talwaron ko hatana […]