Shayari - Hindi Shayari Love Shayari Sad Shayaris Urdu Shayri Funny Shayari

Posts RSS Comments RSS

Archive for the 'Shayari In Hindi' Category

Kuch na kuch to zaroor hona hai
Saamnaa aaj un se hona hai
Torro phenko rakho, karo kuch bhi
Dil humara hai kya khilona hai
Zindagi aur maut ka matlab
Tum ko paana hai tumko khona hai
Itna darna bhi kya hai duniya se
Jo bhi hona hai woh to hona hai
Uth ke mehfil se mat chale jaana
Tumse roshan yeh kona kona […]

Old Shayaris

  Old Shayaris
Ghunghat mein tujhe Dekha to deewana hua, Sangeet ka taraana hua, Shamaa ka parwana hua, Masti ka mastaana hua, Jaise hi ghunghat uthaya Is duniya se ravaana hua
Ek ladki ko dekha to aisa laga Doosri ladki ko dekha to waisa laga Jab dono ke joote pade… To ek jaisa laga!!!
Bewafa tum ho to […]

Purani jeans aur guitar …… Mohalle ki vo chhat …. Aur mere yaar
 Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
 Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko
 Ghadi ghadi saaf
Pahunchna college hamesha late ….Vo kehna sir ka “Get out from the class!”
 Vo bahar jaake hamsha kehna …Yahan ka system …Hi hai kharaab
 Vo jaake […]

Shayari In Hindi

Shayari In Hindi
Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
……
Raat ki tanhai […]

ShilpaShettyPictures.Com