Chaan apni tanhaai par rota raha
Posted in Hindi Shayari on May 18th, 2008
Chaan apni tanhaai par rota raha,
Sitaare aashnaai par rote rahe,
Sitamgar phir bhi na mila,
Julm pe julm hote rahe,
Jamaane ka hai yeh dastoor,
Insaan hai majboor,
Isiliye toh kaha hai,
Khuda kisi ko bhi kisi par fida na kare,
Gar kare toh kayaamat talak juda na kare!!
(Coll. Library madhlya Business Law chya pathchya paanavar konitari lihili hoti
….masta vaatli)