Dil Ke Kalam Se

Dil Ke Kalam Se…Dil Se……
Aankhon se Tootte hai sitaare to kya huwa
Chalte nahi wo saath hamare to kya huwa
Toofaan ki zad mein azm mere saath saath tha
Kashti ko mil sake na kanare to kya huwa
Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya
Wo ban sake na Dilse hamare to kya huwa
Sau hausle hamare qadam choomte rahe
Kuchh be sukoon raat guzare to kya huwa
Manzil bhi, kaarwan bhi, musafir bhi khud raha
Saathi bane na Hamare chaand sitaare tho kya huwa….?









Comment by kishan
kuch pal hote hai pal bhar k liye
ji lo in palo ko pal bhar k liye
ye waqt ret ki tarah phisal jayega
de jayega yaadien umar bhar k liye
Comment by kishan
tere dil mai mari sason ko panah mil jaye
tere ishk mai mari jaan fana ho jayee
Comment by dinesh
areee vah dost tum to badiya sayer ho ree
Comment by Bhavana
Sunte hain ke mil jaati hai Har Cheeez Duaaa Se…
Ek Roz tumhe Maaang ke Dekheinge Khudaaa Se…
Dil Ke Kalam Se…Dil Se……
Really gud,4om d HEART
Comment by bhumi
hy