Har shayar ki shayari k peechhe gum nahi hota
Posted in Sad Shayari on Feb 18th, 2008
Har shayar ki shayari k peechhe gum nahi hota
har sher me yaaron ishq chhupa nahi hota
shayari to bas bahana hai un ulte sawalon ko poochhne ka
ki ye hota to kya hota, wo hota to kya hota