Jab tum rahte ho hum se dur

Do Kadam TO Sab Chal Lete Hain, Par,
Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata
Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein
To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata!

jab tum rahte ho hum se dur ,
Tumari judai kardetihai milne ko mazboor,
Hum tum se milne ko tadap jate
par tumari tarf se khaton ke jawab bhi nahi aate

sab se chupa kar dard ko wo muskura dia …..
uski hassi ne to aaj mujko rula diya…..
lehjay se uth rahi thi har ek dard ki dastan…..
chehra bata raha tha ki sab kuch gawa diya….
aawaj mein thehrao tha ankhon mein nami thi….
aur keh raha tha meine sab kuch bhula diya….
jane kya use thi logo se shikayatein….
tanhaiyon k desh mein khud ko basa diya….
khud bhi woh hum se bicher k adhura sa ho gaya….
mujko bhi itne logo mein tanha bana diya….

Related Posts with Thumbnails

New Collection Shayari

Comments are closed.