kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota
kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota..
kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota..
kam se kam todne wale ke haath me zakhm to aya hota…
wah wah..wah wah..
qusoor na unka tha na hamara..
hum dono hi rishton ki kasam nibhate rahe..
woh dosti ka ehsaas jataate rahe..
hum mohabbat ko dil mein chupate rahe..
jinki nazar main hum deewane ho gaye woh hum hi
se begane ho gaye shayad ab talaash hai unhe kisi
or ki kyonki hum unke liye purane ho gaye
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga
rukna intazar nahin hota Yun to milti hein
hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar
pyar nahin hota
Jis din se juda vo humse hue is dil ne dharkna
chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chor diya








No Comments
No comments yet.
RSS feed for comments on this post. TrackBack URI
Sorry, the comment form is closed at this time.