Khushbu To Kuch Hi Pal Ki Mehmaan Hai
Posted in Dard Bhari Shayari on Jul 27th, 2008
khushbu to kuch hi pal ki mehmaan hai..
thoda sukoon diya aur udne ki firak me rahti hai….
pyaar ko ham apne wo hawa banana chahate the
jo teri yaad bankar harpal hamse lipate rahti hai