Mere Jane jigar
Mere Jane jigar
Uus deevani shaam ki kyaa baat kahuu
labho ko jaam,, julfoo ko jawan raat kahuu
Un nashili nigahoo mein dooba hua huu
Par tere husn ko Motape ki baraat kahuu
Husn e Motapa
Husn-e-Motapa to Kush-nasiboo ki Nishani hai
Yeh meri nahi, mere Yaaroo ki kahani hai
Ajab dastoor hai jamanee ka aee Gaalib
Kahi Javani mein Motapa,to kahi Motape mein Jawani hai