New Hindi Shayari Make You Crazy
Posted in New Shayari on May 2nd, 2008
New Hindi Shayari Make You Crazy
Dard ho yaan dard ka ehsaas ho
kuch tou banday kay paas ho
gham-e-duniya bhi gham-e-yaar mein shaamil karlo
nasha barhta hai sharabein jo sharaboon mein milein
Nawazish karam shukriya meri raani
Hume ijazat di….aap ki meherbaani!
jala hai jism jahaN…dil bhi jal gaya hogha
kureDte ho jo abh raakh justuju kya hai?
Na tu Khuda hai..na mera ishq farishto jesa
Jab dono insaaN hein to kyu itne hijaabo mein mile
Kitna asaaN tha tere hijr mein marna jana
phir bhi ik umar laghi jaaN se jaate jaate