Shayari Masti
Zuban jo keh gayi teri,
wo main sabkuch samajh gaya,
samajh saka na main wo lafz,
jo teri aankhon ne kahe thay
Aankho mein raha dil mein utarkar nahi dekha
kashti ke musafir ne samandar nahi dekha
can this be extended?
Aankho mein raha dil mein utar kar nahi dekha..
nazar to daali par jee bhar kar nahi dekha..
meri hasrato ka manzar nahi dekha..
kashti ke musafir ne samander nahi deekha
Jazbaaton ka samandar roke nahi rukta….
Sambhalne se dil hamara bhi nahi sambhalta.
Aati nahi hume shayari…. magar aye Ghalib,
jazbaaton peh zor kisi ka nahi chalta
Real Run time Shayari
Run time me tha Tanha akela kahi,
Tabhi ek dll bound hui teri mere pas kahi,
Phir todhi der me hui tu swap out,
Mai run karta raha life yuhi without doubt.