Sitare bikhar jaaye aapki muskurahat dekh kar
Posted in Hindi Shayari on Jul 5th, 2008
Sitare bikhar jaaye aapki muskurahat dekh kar,
Jaise shabnam pighal jaaye aftab dekh kar,
Ab aapki kya tarif karun,
Khuda bhi khubsurti ko samja aapko dekh kar
Anonymous
roj ham nase me hote hao aur raat gujar jati hai,
ek din raat nase me hogy aur ham gujar jayenge sayad
tabhi hum yaad unhe aayenge
shaam udaas thi, subaah udaas thi
kaffan mein lipti huey merri laash thi
ey merrey ghar wallon, mujhey wahin daffnaana
jahan merri aur uski pehli mulakaat thi
Kaise banauuN us jagah khwaboN ka aashiyaaN
Har samay fareboN ki jahaaN par hawaa chale